mumaa...mumaaa...mum...mmm...
vo1-madam ji meri choti madam bola rahi hai
vo2-plz aap sambhal lo ya fir mummy ji ya mom ko de ayo
vo1-are yaar mom puja kar rahi hai aur mummy bhar hai aur ye meri baat nahi sun rahi
vo2-vo 8 months ki hai vo abhi baat kese manegi aapko uska mind divert karna hoga
vo1- ye badi kab hogi mhuje toh laga bache kitne sarif hote hai par ye toh...ouchhh...oye gandi bachi papa ko katte nahi hai mai kya koi kahane ki chez ho ...
the little girl looked towards her father as if saying ki mere burai kar rahe the na isliye mene kata apko
girl-gande papa hehehehheheheh hup
vo1-dekha
vo2-baby ye gandi baat hoti hai na sorry bolo papa ko aur apke papa bhot ache hai chalo ab sorry bolo
girl-soi soi papa
vo1-aaww mera bacha aur tum na isko data mat karo
girl- (seeing her dad taking her side) mere papa and she hugged him
vo2-dekha ab isko ye na puri ki puri aap ki tarah hai
vo1-acha tumhe kese pata ki mai kesa tha (looking at his 6 days old bride )
vo2-vo mummy aur mom ne bataya tha
v01- acha ji (coming close to her ) aur kya kya bata apko mummy aur mom ne
vo2-vo...v..vo...mu...mm...
vo1-kya hoa bolo na (coming closer)
at this moment the 8 month old which was looking at her parents looking towards the window from where main gate can be seen and as soon as she looked there she screamed dadiii
both her parents who were lost in their own world jumped apart and looking towards the gate only to see girl's dadi coming in
gr-dadi...dadi...dadi...da...di...mai yaha ...mai...yaha...
dadi-haan haan aru mhuje pata hai aap vaha ho
aru was jumping in her father's arms
her dadi came and took her from her father
vo1-acha hoa ma aap aa gayi ye na pata nahi kabse dadi dadi kar rahi hai mere paas toh rukthi hi nahi
dadi-armaan isne tumhe abhi kuch din phele hi toh jana hai toh kuch din mai ye apne aap tumhare paas ayegi
ar-hmm aap thik keah rahi hai maa
vo2-maa pani
dadi-thanks ridhi
ri- maa aap thak gayi hogi aap aram kar lo
dadi- nahi beta mai thik ho .billy aur naina aa gaye ?
ar-nahi badi maa vo abhi nahi aye hai
bm-acha chalo thik hai armaan tum mere sath chalo mhuje tumse ek case ke bare mai baat karni hai
aru-dadi...dadi..(patting divya face ),,,mai bhi...mai ..bhi
bm- haan baby aap bhi chalo
ri-maa ye kaam nahi karne degi aap dono ko
ar-kuch nahi hota ridhima hai dekh loga
bm-haan beta
ri-thik hai agar aap log khete hai toh par armaan plz 1/2 hour se zada kam mat karna
bm-beta tum tension mat lo mai ho na
and 3 of them left
after ridhima was all alone she was in a deep taught think about how her life has shown soo many ups and downs how her life has changed she taught about her first date with him
ridhima was thinking about how life has changed in these months
ar-ridhima kya ho tum ???
ri-mai yaha bhar balcony mai ho
armaan came there
ar-kya soch rahi ho jaan
ri-armaan life kitni change ho gayi na in kuch mahino mai
ar- haan yeh mahine kitne aajeb the
ri- yaad hai aap aur mai jab pheli bar mille the aur humara rishta paka ho gaya tha
ar- haan aur fir uske 1 week baad humara roka
ri-haan jiska hum dono nahi pata tha
ar-hmmm
ri-aur fir humari sagai
ar-aur fir vo raat jab hum apni first date se wapas a rahe the aur humari car karab ho gi upar se barish aur vo lounge jaha par srif ek hi room tha aur jaha hum ek hoi the
ri-uske do din baad apka accident
ar-fir mera comma mai chale jana aur tumhe pata chalna ki tum maa bane wali ho
ri-fir humari families ka gussa aur badi ma ka sath hume millna
ar-fir badi ma ki wahaj se sab ka mana
ri- aur fir aru ka ana par aapka thik na hona pata hai armaan mai bhut dar gayi thi ki mai aru ko akele kese smbaho gi par fir badi maa ki vahaj se mai sahi ho gayi
ar-aur fir mera thik hona
ri-aur uske 1 mahine baad humari shaadi
armaan picking ridhima up in a bridal style - aur ab humari shaadi ko ek hafta ho gaya hai
ri-armaan ye kya kar rahe ho
armaan droped ridhima on bed and while closing the door said-abhi kiya kaha hai abhi toh karoga
ri-kya
ar-apni pyarri se se*y se biwi ko pyaar
agae jo bhi hoa it is between ridhima and armaan humara sath unke sath yahi tak ka tha
the end
No comments:
Post a comment
dilmilgayearblog.blogspot.com